Yaad Shayari, Aapki yaad dil ko

Aapki Yaad dil ko bekraar karti hai,
nazar Talaash aapko bar-bar karti hai,
gila nahi jo aap door hain humse,
aapki to Judaai bhi humse pyaar karti hai. 
आप की याद दिल बेकरार करती है,
नजर तलाश आपको बार-बार करती है,
गिला नहीं जो हम दूर है आपसे,
आप की जुदाई भी हमसे प्यार करती है!

Post a Comment

0 Comments